आज इक और बरस बीत गया उस के बग़ैर
जिस के होते हुए होते थे ज़माने मेरे ।
आज इक और बरस बीत गया उस के बग़ैर
जिस के होते हुए होते थे ज़माने मेरे ।
Pyar Bhi Karna, Zamaney Se Bhi Ghabrana Bohat;
Aayino’N Ka Ghar Banana Aur Pathar Sochna!
~ Ahmad Faraz
Mere Lafzon Ki Pehchan Aggar Kar Laita Woh, Faraz;
Ussey Mujhse Nahi Khud Say Mohabbat Ho Jaati!
~ Ahmad Faraz
Mere Jazbaat Se Waqif Hai Meri Kalm ‘Faraz’;
Main Pyaar Likhun To Tera Naam Likha Jata Hai!
~ Ahmad Faraz
Mere Jazbaat Se Waqif Hai Meri Qalm, Faraz;
Main Pyaar Likhon To Tera Naam Likha Jata Hai!
~ Ahmad Faraz
Kiss Qadar Masoom Sa Lehja Tha Un Ka Faraz’;
Dheere Sey Jaan Keh Kar Humein Bejaan Kar Gaya!
~ Ahmad Faraz
Apnay Siwa Batao Tumhein Kuch Mila Hai Faraz;
Hazar Bar Lee Hain Tumne Mere Dil Ki Talashiyaan!
~ Ahmad Faraz
Mere Sabr Ki Intiha Kia Pochte Ho Faraz
Wo Muj Se Lipat Ke Roya Kisi Aur Ke Liye
Pyar or Mohabat Us Dor Ki Baat Hai Faraz
Jab Makan Kachay Or Log Sachy Hoa Karte Thay
Zikr us ka hi sahi bazm main bethe ho Faraz,
Dard kesa hi uthay hath na dil par rakhna.