DilSeDilTak.co.in

Shayari, SMS, Quotes, Jokes And More....

Category: Mirza Ghalib

Hindi Shayari In 4 Lines – Dil-e-Nadaan Tujhe Hua Kya Hai

Dil-E-Nadaan Tujhe Hua Kya Hai;
Aakhir Is Dard Kee Dawa Kya Hai;
Hum Hain Mushtaaq Aur Wo Bezaar;
Ya Ilaahi Yeh Maajra Kya Hai!
~ Mirza Ghalib


Advertisements

Updated: May 16, 2015 — 11:15 am

Hindi Shayari In 4 Lines – Aah Ko Chahiye Ek Umr Asar Hone Tak

Advertisements

Aah Ko Chahiye Ek Umr Asar Hone Tak;
Kaun Jeeta Hai Teri Zulf Ke Sar Hone Tak;
Dam Har Mauj Mein Hai Halqa-E-Sad Kaam-E-Nihang;
Dekhein Kya Guzre Hai Qatre Pe Guhar Hone Tak!
~ Mirza Ghalib

Updated: May 16, 2015 — 11:15 am

Shayari 2 Lines – Dil Se Teri Nigah Jigar Tak Utar Gayi

Loading...

Dil Se Teri Nigah Jigar Tak Utar Gayi;
Dono Ko Ek Ada Mein Razamand Kar Gayi!
~ Mirza Ghalib

Updated: May 16, 2015 — 11:14 am
Page 1 of 3123
Loading...
DilSeDilTak.co.in © 2015