Tera khayal dil se mitaya nahi abhi
bedard main ne tujh ko bhulaya nahi abhi
kal tune muskura ke jalaya tha khud jise
sine aa wo charag bujhaya nahi abhi
gardan ko aj bhi tere bahon ke yaad hai
chaukhat se teri sar ko uthaya nahi abhi
behosh hoke jald tujhe hosh aa gaya
main badanasib hosh mein aaya nahi abhi
Category: Sahir Ludhianvi
Jab bhi Jee Chahe Nai Duniya Basa Lete Hai Log – Sahir Ludhianvi Shayari
जब भी जी चाहे नई दुनिया बसा लेते हैं लोग
एक चेहरे पर कई चेहरे लगा लेते हैं लोग
Beautiful 2 Lines Shayari By Sahir Ludhianvi
वह अफसाना जिसे अंजाम तक, लाना न हो मुमकिन
उसे एक खूबसूरत मोड़ देकर, छोड़ना अच्छा
Sahir Ludhianvi Shayari – Nafraton ke jahan mein
Nafraton ke jahan mein humko pyaar ki bastiyaan basaani hain
Door rehna koi kamaal nahi, paas aao to koi baat bane