Unke dekhe se jo aa jaatee hai Chehre par Raunaq
Woh samajhte hain ke beemaar ka haal achcha hai
Tag: 2 line urdu Poetry
2 Lines Shayari by Mirza Ghalib – Wo aaye ghar me hamare KHUDA Ki Qudrat hai
Wo aaye ghar me hamare KHUDA Ki Qudrat hai
Kabhi hum unko kabhi apne ghar ko dekhte hain
2 Lines Shayari by Mirza Ghalib – Hathoan ki lakiroan pay mat ja aye Ghalib
Hathoan ki lakiroan pay mat ja aye Ghalib
Naseeb un k bi hote hain jin k hath nehen hote
2 Lines Shayari by Mirza Ghalib – Tere Hussan ko Parday ki Zaroorat he kya ha
Tere Hussan ko Parday ki Zaroorat he kya ha
Ghalib
Kon Hosh mein Rehta hai Tujhe Deikhnay k Baad
2 Lines Shayari by Mirza Ghalib – Hamen Unse hai Wafa ki Umeed
Hamen Unse hai Wafa ki Umeed
Jo Nahi Jaante Wafa kya hai
2 Lines Shayari by Mirza Ghalib – Hum kaha k Daana thay, Kis hunar me yakta the
Hum kaha k Daana thay, Kis hunar me yakta the
Be sabab Huwa Ghalib Dushman Aasmaan apna
2 Lines Shayari by Mirza Ghalib – Jalaa hai Jism Jahan
Jalaa hai Jism Jahan
Dil bhi Jal gya hoga
Kuredte ho jo ab Raakh
Justuju kya hai?
2 Lines Shayari by Mirza Ghalib – Ghalib wo Din gaye ab
Ghalib wo Din gaye ab
Ye hamaqat kon krta hai
Wo kiya Kehte hain usko?
Haaaaaan
Mohabat kon krta hai
2 Lines Shayari by Mirza Ghalib – Dard Ho Dil Men To Dawa Kijye
Dard Ho Dil Men To Dawa Kijye
DIL hi Jab Dard Ho To Kya Kijye
2 Lines Shayari by Mirza Ghalib – Dil hi to hai na sang-o-Khisht dard se bhar na aaye kyun
Dil hi to hai na sang-o-Khisht dard se bhar na aaye kyun
Roenge ham hazaar baar koii hamen sataye kyun