DilSeDilTak.co.in

Shayari, SMS, Quotes, Jokes And More....

4 lines shayari for girlfriend

Mohabbat Shayari In 4 Lines – Zindagi Mujhse Yun Daga Na Kar

Zindagi Mujhse Yun Daga Na Kar;
Main Zinda Rahu Bin Uske Ye Dua Na Kar;
Dekhta Hai Use Koi To Hoti Hai Jalan;
Ai Hawa Tu Bhi Use Chuaa Na Kar!


Advertisements
Loading...

Updated: May 16, 2015 — 11:29 am

Mohabbat Shayari In 4 Lines – Ye Dil Bhulata Nahi Hai Mohabbatein Uski

Advertisements

Ye Dil Bhulata Nahi Hai Mohabbatein Uski;
Padi Hui Thi Mujhe Kitni Aadatein Uski;
Ye Mera Sara Safar Uski Khushbu Mein Kata;
Mujhe To Raah Dikhaati Thi Chahatein Uski!
~ Noshi Gilani

Updated: May 16, 2015 — 11:29 am

Mohabbat Shayari In 4 Lines – Woh Mujh Par Ajeeb Asar Rakhta Hai

Advertisements

Woh Mujh Par Ajeeb Asar Rakhta Hai;
Mere Dil Kee Tamaam Khabar Rakhta Hai;
Shayed Main Use Bhool Hi Jati Magar;
Yaad Aane Ke Woh Saare Hunar Rakhta Hai!

Updated: May 16, 2015 — 11:29 am
Page 1 of 1312345...10...Last »
loading...
Loading...
DilSeDilTak.co.in © 2015