Ab jis k ji main aye wohi pa le roshni
humne to dil jalaker sar-e-rah rakh dia
Tag: Ahmad Faraz Shayari
Faraz 2 Lines Shayari – Ab tere zikr pe hum baat badal dete hain
Ab tere zikr pe hum baat badal dete hain,
Kitni raghbat* thi tere naam se pehle pehle..
(raghbat=attraction)
Faraz Two Lines Shayari – Asaan nahin aabad karna ghar mohabat ka
Asaan nahin aabad karna ghar mohabat ka
ye unka kaam hai jo zindagi barbad karty hain..
Faraz 2 Lines Shayari – Mein tujhe kho ke bhi zinda hoon, Yeh dekha tu ne
Mein tujhe kho ke bhi zinda hoon, Yeh dekha tu ne,
Kiss qadar hauslaa haarey huye insaan mein hai..
Faraz Two Lines Shayari – Rasty ke jis diye ko samajhty thy hum haqeer
Rasty ke jis diye ko samajhty thy hum haqeer
wo dia ghar tak pohonchny ka bahana ban gya
Faraz Two Lines Shayari – Tu kisi aur ke liye hoga samander-e-ishq
Tu kisi aur ke liye hoga samander-e-ishq
hum to rooz tery sahil se piyasy guzar jaty hain
Faraz 2 Lines Shayari – Shab-e-Firaaq Tou Kat’ti Nazar Nahi Aati
Shab-e-Firaaq Tou Kat’ti Nazar Nahi Aati,
Khayaal-e-Yaar Mein Aao Faraz So Jayein…!
Faraz Two Lines Shayari – Ankh main khamoshi, labon pe sawal, rukh pe sadgi
Ankh main khamoshi, labon pe sawal, rukh pe sadgi
kesy kesy rang hain is tasveer main
Faraz Two Lines Shayari – Tjhy bholny ki koshish karun ga main Faraz
Tjhy bholny ki koshish karun ga main Faraz
ho saky to tum b mujhy yaad na ana
Faraz 2 Lines Shayari – Tota tu ho magar abhi bikhra ny faraz
Tota tu ho magar abhi bikhra ny faraz
mery badan pay jesy shikaston ka jaal ho