Jane kyun sare jahan se ho gaye hai bekhabar
Jab se tum aankho me aaye jagti hai yeh najar
Tag: altaf raza hindi poetry in 2 lines
Altaf Raza 2 Lines Shayari – Pichhle baras yeh darr tha kahee too juda naa ho
Pichhle baras yeh darr tha kahee too juda naa ho
Abke baras duaa hai, teraa samna naa ho samna naa ho
Altaf Raza 2 Lines Shayari – Tumse kitna pyar hai dil me utarkar dekh lo
Tumse kitna pyar hai dil me utarkar dekh lo – (2)
Naa yakin aaye toh phir -2 dil badalkar dekh lo
Altaf Raza 2 Lines Shayari – Humne apnee har sans par nam teraa likh diya
Humne apnee har sans par nam teraa likh diya
Ek tujhe pane kee khatir khudko pagal kar liya
Altaf Raza 2 Lines Shayari – Dil ki tabaahiyon ka afsaana keh rahi hai
Dil ki tabaahiyon ka afsaana keh rahi hai – (2)
Meri najar mujhi ko deewaana keh rahi hai
Altaf Raza 2 Lines Shayari – Main woh phul hoon ki jisako, gaya har koyi masal ke
Main woh phul hoon ki jisako, gaya har koyi masal ke
Mera dil yeh keh raha hai, mere aas uo mein dhal ke
Altaf Raza 2 Lines Shayari – Ishq gar hai jurm toh koi saja baaki na ho
Ishq gar hai jurm toh koi saja baaki na ho – (2)
Haan magar patthar wahi maarega jo paapi na ho
Altaf Raza 2 Lines Shayari – Kisi ke ishq mein jab tak koyi rusawa nahi hota
Kisi ke ishq mein jab tak koyi rusawa nahi hota – (2)
Mohabbat ka fasaana tab talak sachcha nahi hota
Altaf Raza 2 Lines Shayari – Apne matlab ke siva karte nahee yeh bat
Apne matlab ke siva karte nahee yeh bat
Napte hai paiso se yeh yar ke halat
Altaf Raza 2 Lines Shayari – Tum kisi apane ko aise bewafa na samajho
Tum kisi apane ko aise bewafa na samajho
Aashiqi mein bebasi ko tum daga na samajho