Dr Kumar Vishwas Shayari – Panahon Mein Jo Aaya Ho To Us Par Vaar Kya Karna

Panahon Mein Jo Aaya Ho To Us Par Vaar Kya Karna
Jo Dil Hara Hua Ho Us Pe Fir Adhikaar Kya Karna
Mohabbat Ka Maza To Doobne Ki Kashmakash Mein Hai
Jo Ho Maloom Gehrayi To Dariya Paar Kya Karna


One comment

Leave a Reply