Rahat Indori 4 Lines Urdu Shayri – Is duniya ne meri wafa ka kitna ooncha mol diya
Is duniya ne meri wafa ka kitna ooncha mol diya
Baaton ke Tezab me, mere man ka amrat ghol diya
Jab bhi koi inam mila hai, mera naam tak bhul gaye
Jab bhi koi ilzam laga hai, mujh par lakar dhol diya