Javed Akhtar 2 Lines Shayari – Humko Uthna To Munh Andhere Tha


Humko Uthna To Munh Andhere Tha
Lekin Ik Khwab Humko Ghere Tha

Javed Akhtar 2 Lines Shayari – Aaj Ki Duniya Mein Jeene Ka Kareena Samjho

Aaj Ki Duniya Mein Jeene Ka Kareena Samjho
Jo Mile Pyar Se Un Logo Ko Zeena (Ladder) Samjho

Javed Akhtar 2 Lines Shayari – Meri Buniyaadon Mein Koi Tedh Thi

Meri Buniyaadon Mein Koi Tedh Thi
Apni Deewaron Ko Kya Ilzaam Doon