Most Romantic Love Shayari In Hindi – Aankhe To Pyar Mein Dill Ki Juban Hoti Hai

Aankhe To Pyar Mein Dill Ki Juban Hoti Hai,
Chahat To Sada Bejuban Hoti Hai,
Pyar Mein Dard Bhi Mile To Kya Ghabrana,
Suna Hai Dard Se Chahat Or Jawan Hoti Hai…


Love Proposal Sher O Shayari – Khushbu ki tarah meri har sans main

Khushbu ki tarah meri har sans main,
Pyar apna basane ka wada karo.
Rang jitne tumhari mohabat ke hain,
Mere dil me sajane ka wada karo…


Very Romantic Love Poetry in 4 Lines – Na aap kuch kehna na hum kuch kahenge

Na aap kuch kehna na hum kuch kahenge,
Aap bhi chup rehna hum bhi chup rahenge,
Har baat ka ehsaas ho jayaega sanam..,
Jab humare hoth apke hotho se milenge.


1 2 3 8