Kuch Manzilo k Mukaam Nahi hote

Kuch Manzilo k Mukaam Nahi hote
Kuch Rishto k Naam Nahi hote

Pata Hote Kuch Savaalo k Jawab
Toh Sabh Itne Pareshan nahi Hote


Kuch Toh Rahi Hongi Inki Bhi Majburiyan

Kuch Toh Rahi Hongi Inki Bhi Majburiyan

Yun Chah k koi Bewafa Naahi Hota


Beauty Parlor Chali Jaati hain ,Aaye Din wo

Beauty Parlor Chali Jaati hain ,Aaye Din wo
Beauty Parlor Mein Unka Maqsad Hai Masale Hood ho jaana

Magar Ye Baat kisi Begum ki Samajh Mein kyu Naahi Aati
K Mumkin nahi hai Kishmish ka Fir se Angoor Ho Jaana


1 2 3