2 Lines Shayari by Mirza Ghalib – Jaan di, Di hui ussi ki thi
Jaan di, Di hui ussi ki thi
Haq to hai ke Haq Adaa na hua
Shayari, SMS, Quotes, Jokes And More….
Jaan di, Di hui ussi ki thi
Haq to hai ke Haq Adaa na hua
Nikalna khuld say aadam ka sunte aaye hain lakin
Bohat bayabroo ho kar teray kochay say hum niklay
Thi Khabar ke Ghalib ke Urren ge Purze
Dekhne Hum bhi gaye the per Tamasha na huwa
Unke dekhe se jo aa jaatee hai Chehre par Raunaq
Woh samajhte hain ke beemaar ka haal achcha hai
Bana kar Fakeero’n ka Hum Bhais Ghalib
Tamasha-e-Ahl-e-Karam Dekhte hain
Tere Hussan ko Parday ki Zaroorat he kya ha
Ghalib
Kon Hosh mein Rehta hai Tujhe Deikhnay k Baad
Go haath mai junbish nahi, aankho mai to dam hai
rehne do abhi saaghar-o-miina MERE aagay
Hamen Unse hai Wafa ki Umeed
Jo Nahi Jaante Wafa kya hai
Hum kaha k Daana thay, Kis hunar me yakta the
Be sabab Huwa Ghalib Dushman Aasmaan apna
Dil hi to hai na sang-o-Khisht dard se bhar na aaye kyun
Roenge ham hazaar baar koii hamen sataye kyun