Hindi Sad Shayari Two Lines – Main Kaun Hoon Yeh Pata Chal Jaaye

Main Kaun Hoon Yeh Pata Chal Jaaye Toh Mujhe Bhi Bata Dena.
Kaafi Dinon Se Talash Hai Mujhe Meri.


Dard Shayari 2 Line Mein – Yun To Har Rang Ka Mousam Mujhse Waqif Hai Magar

Yun To Har Rang Ka Mousam Mujhse Waqif Hai Magar,
Raat-E-Tanhaiyan Mujhe Kuch Alag Hi Janti Hain…


Dard Shayari 2 Line Mein – Un Ko Dekha To Kisi Chiz Ki Gumshudgi Ka Ehsaas Huwa

Un Ko Dekha To Kisi Chiz Ki Gumshudgi Ka Ehsaas Huwa
Hath Seene Pe Jo Rakha To Dil Maujood Na Tha,…


1 2 3 10